(Q&A) on Happy New Year
Question_1)
Date: Sunday 29th December 2013 - Language:
31st December Yaani Happy New Year ki party Me Hamare Kuch Sunni Sahiul Aqida Musalman bhai unki majlison me shirkat karte hai, aisa karne walon par kya shara'ai hukm hai?
▶️Answer (Voice Recording):
Download: http://jamiaturraza.com/session/29Dec13/10.mp3
Question_2]
Date: Sunday 1st January 2012 - Language:
Huzoor kiya musalman happy new year k mails, sms kar sakta hai apne musalam dost aur offices me ghair mazhabo ko?
▶️Answer (Voice Recording):
Download: http://jamiaturraza.com/session/1Jan12/2.mp3
Question_3]
Date: Sunday 2nd January 2011 - Language:
31 December ko New Year Night Celebration ki jati hai. Is Celebration mein jana, iss mein hissa lena aur lougon ko Happy New Year kehna aur messeges karna kesa?
▶️Answer (Voice Recording):
Download: http://jamiaturraza.com/session/2Jan11/14.mp3
(Q&A) on christmas
Question____1]
Date: Sunday 25th December 2011 - Language:
Huzoor Aksar Log Kehte Hai Ke Merry Christmas Kehna Wala Kafir Hai Kyunke ''MERRY CHRISTMAS'' KA MATLAB HE ALLAH NE BETA PAIDA KIYA --MAAZALLAH-- Huzoor Kya Ye Sahi Hai? Rehnumayi Farmaye
▶️Answer (Voice Recording):
Download: http://jamiaturraza.com/session/25Dec11/7.mp3
Question____2]
Date: Sunday 16th October 2011 - Language:
Ek Shakhs Jo Esaaiyon Ke Sath Un Ke Church Mein Christmas Mein Shareek Hota Hai Aur Kehta Hai Ke Meri Niyyat Eesa Alaihis Salam Ki Wiladat Ki Khushi Manana Tha Aur Is Mein Koyi Harj Nahin. Hazrat Kya Irshad Farmatay Hain?
▶️Answer (Voice Recording):
Download: http://jamiaturraza.com/session/16Oct11/7.mp3
Question_____3]
Date: Sunday 27th April 2014 - Language:
Mein Ek Ghair Muslim Ki Company Mein Mulazmat Karta Hon. Diwali, Christmas Waghairah Par Company Ki Taraf Se Jo Mithayi Waghairah Milti Hai, Uske Khane Ke Bare Mein Kya Hukm Hai. Agar Khane Ki Ijazat Nahin Hai To Us Cheez Ka Kya Kare'n?
▶️Answer (Voice Recording):
Download: http://jamiaturraza.com/session/27Apr14/1.mp3
Question_____4]
Date: Sunday 5th January 2014 - Language:
What do the great scholars of Islam say Regarding Muslims Saying "Merry Christmas" or "Happy Diwali" to Non-Muslims without taking part in any of their kufr activities. Is it permissible?
▶️Answer (Voice Recording):
Download: http://jamiaturraza.com/session/5Jan14/10.mp3
Question____5]
Date: Sunday 14th March 2010 - Language:
Muslims in USA have been seen to celebrate the functions like Christmas, Halloween etc, when challenged they say this is just to have fun, what is the sharee hukum on such muslims?
▶️Answer (Voice Recording):
Download: http://jamiaturraza.com/session/14Mar10/24.mp3
Question____6]
Date: Saturday 21st April 2012 - Language:
Imam Sahib Made this dua loud after Salah : "Oh Allah our Christian Brothers and sisters are celebrating Christmas please grant them happiness" Imam Sahib is not an alim so can we read Namaz behind him?
↗️Answer (Voice Recording):
Download: http://jamiaturraza.com/session/21Apr12/18.mp3
(Q&A) on Holi Diwali
Sawaal: Holi , Diwali Mubarak Kahna Kaisa ?
Kya Ham Kisi Ghair Muslim Ko Us Ke Tehwar Pe Mubrak Baad De Sakte Hai?
Jawaab▶ Holi Diwali, Ganpati, Ahle_Hunood Ke Kufriya Tehwaro'n Par Unhe Mubarak Baad Dene Ke Muta'alliq
Faqihe Aazame Hind Nayebe Huzoor Mufti-E- Aazame Hind Sharahe Bukhaari Mufti Shariful Haq Amjadi Alaihir Rahma Tehreer Farmate Hai Ke,
In Mushrikana Mazhabi Tehwaro'n Par Hinduwo'n Ko Mubarak Baad Dena Ashad Haram Munzir ILal Kufr Hai.
Jo Musalman Aisa Karte Hai Un Par Tauba Wa Tajdeed Eeman-O-Nikah Laazim Hai.
( Ref>>Fatawa Sharahe Bukhaari , J:2 , S:565)
Holi Mubarak Ke Ghair Muslimo'n Ka Shi'aar Hai Is Me'n Shirkat Haram Bad -Kaam Bad-Anjaam. Shirkat Hone Walo'n Par Tauba Farz Hai. Aur Tajdide Eemaan -O- Tajdide Nikah Bhi KarLe'n.
(Fatawa TAaJushshariah , Jild:2 , Safha:76)
(Fatawa TAaJushshariah , Jild:2 , Safha:76)
Holi Ke Mauqa Par Rang Ko Bura Jante Huwe Thoda Sa Lagwana Bhi Naa-Jaaiz -O- Gunah Hai.
(Fatawa Markaze Tarbiyate Ifta, Jild:2 , Safha:380)
(Fatawa Markaze Tarbiyate Ifta, Jild:2 , Safha:380)
Kaafir Agar Holi Ya Diwali Ke Din Mithayi De'n To Na Le
Haan Agar Dusre Roz De To Lele Na Ye Samajh Kar Ke Unke Khabsa Ke Tehwar Ki Mithayi Hai. Balke "Maal Mauzi Naseeb Ghaazi" Samjhe.
(Malfuzaate AalaHazrat, Hissah:1 , Safha:163)
Haan Agar Dusre Roz De To Lele Na Ye Samajh Kar Ke Unke Khabsa Ke Tehwar Ki Mithayi Hai. Balke "Maal Mauzi Naseeb Ghaazi" Samjhe.
(Malfuzaate AalaHazrat, Hissah:1 , Safha:163)
1) Humare Kayi Saare Bhai Kam ILami Ki Wajah Se Diwali Par Hindu'o'n Ko Wish Kiye Hain in Sab Musalmano Ke Liye Kuch Nasihat Farmaye'n Aur Dua Farmaye'n Ke Aisi Cheezo'n Se Allah Inhe Mahfooz Rakhe.
▶Answer Voice Recording: http://jamiaturraza.com/session/2Dec12/13.mp3
2) KYA KOYI NON MUSLIM HAMEIN UNKE FESTIVAL ME WISH KARE JAISE KI "HAPPY DIWALI" , "PROSPEROUS NEW YEAR" TO KYA UNKA JAWAB DENA JAAIZ HAI?
▶ Answer Voice Recording: http://jamiaturraza.com/session/18Oct09/34.mp3
3) Diwali Ki Mithayi Khana kaisa? Agar Koyi Ghair Muslim De Tou Kya Kare? Ghair Muslim Ke Festival Me Sharik Hona Unke Ghar Jakar Khana Peena Kaisa?
▶Answer Voice Recording: http://jamiaturraza.com/session/24Oct09/2.mp3
4) Muslaman Bakery Walo'n Ko Marry Christmess Wala Cake Bechna Kaisa? Happy Diwali AUR Happy Holi Wale Cake Ka Bhi Wahi Hukm Hai?
▶ Answer Voice Recording:
http://jamiaturraza.com/session/13Dec09/7.mp3
5) Kuffar Ke Mazhabi Tehwaar Jaise Christmess, Holi, Diwali etc. Par Dukanain Kholna AUR khusoosi Riaayat Par Khareed-o-Farokht karna Jaaiz Hai?
▶ Answer Voice Recording:
http://jamiaturraza.com/session/22Nov09/31.mp3
6) Musalmaano Ka Holi Ke Din Holi Khelna Kaisa Hai?
▶ Answer Voice Recording:
http://jamiaturraza.com/session/1Feb15/11.mp3
7) Holi Ka Colours Agar Kisi Musalman Ko Lag Jaye To US Ka Kya Hukm Hai?
▶ Answer Voice Recording:
http://jamiaturraza.com/session/9Nov14/87.mp3
Raakhi Jo Ke Ek Hindu'o'n Ka Tehwar Hai Uspar Kisi Hindu Ko Musalman Ka Mubarak Badi Pesh Karna Kaisa Hai?
▶ Answer Voice Recording:
http://jamiaturraza.com/session/21Aug11/11.mp3



