💮ZINA KI TOHMAT💮
Imam Abdur Razzaq Akrama se riwayat karte hain wo kehte hain. Ek aurat ne apni baandi ko "zaniya" kaha.
Abdullah bin umar رضی اللہ تعالیٰ عنہ ne farmaya tu ne zina karte dekha hai ,
usne kaha nahi ,
kaha qasam hai uski jiske qabze qudrat main meri jaan hai qayamat ke din uski wajah se luhe ke 80 Kode tujhe mare jayege (Abdul Razzak)
TAMBEEH :- Wo log is hadeesh se sabaq len jo baat baat par gaali ke aise alfaz keh dalte hain jo zina par dalalat karte hain. Mas'lan haramzade wagaira.