Tasweer Kashi Ka Pesha Kaisa Aur Uski Kamayi Kaisi?

🔁  Tasweer Kashi Ka Pesha Kaisa Aur Uski Kamayi Kaisi? 


💠Sawal-5) Photo Graphy Aur Movie Ka Karobar Kerna Kaisa He Aur Aise Karobar Se Kamayi Huwi Raqam Halaal He Ya Haraam?


Jawaab:▶ Hadees Main He:

ان اشدالعذاب یوم القیٰمتہ المصورون


Beshak Qayamat Ke Din Sab Se Sakht Azaab Musawwareen Per Hoga   Tasweer Banana Haraam He.

Uski Hurmat Per Ulma Ja Ijmaa He.


"Durre Mukhtar" Main He.....

امافعل التصویر فحرام بالا جماع


Yani Tasweer Banana Bil-Ijmaa Haraam He Aur Uski Kamayi Na-Jaa'iz He.


WAllahu Ta'aala Aalam


(📓 Fatawa Bareilly Shareef)